◆ Narendra modi memes:-
Narendra modi india ke Prime Minister pr ye majakiya meme memer ne banaya hai. Is meme me char picture hai,first tin pictures me modi ji handshake ke liye hath aage badate hai.pr unke samne wala insan unke handshake ko accept nhi karta hai aur madi ji ko "NAMSTE" krta hai. To memer ne is baat ko #NAMSTEZONE bola hai.

◆ kajol #10yearschalleng memes :-
Wese apko to pta hi hpga ki aaj kal #10yearschallenge challenge kaphi trend me chal rha hai. Aur ye challenge India me bhi bahit popular ho rha hai. Bs isi ke kaaran Indian memer ko bahit saara meme material mil gya hai. Aur memers ke kaaphi memes aaj kl bahut viral ho rhe hai. 
Isi bich ek memer ne Bollywood actress kajol ke uper ek #10yearschallenge meme banaya hai. Jisme usne kajol ki ek movie "kuch kuch hota hai" se pictures ka use kiya hai.

◆ Batman funny memes:-
Batman Superhero movies ka ek jana mana character hai. Jo Gotham city ka rakshak hai. Batman DC ka ek comic book character hai. Air is character ko lekar bahut si live action movies bhi baan chuki hai. Wese to batman ek bahut hi powerful superhero hai.
Ab hum baat krte hai is meme ki is meme me memer Batman ka mazak bna rha hai.wo batana chahta hai ki shaadi ke baad har ek insaan ki haalat kesi ho jati hai. Chaahe wo superhero hi kyu na ho.
Apko bta de ki comic book me Gotham police ke pass ek light source hota hai Jisse police batman se contact kr skte hai. Memer bs usi light source ka use krke batman pr meme bna rha hai.

◆ #10yearschallenge memes :-
#10yearschallenge is challenge ke baare me apne to jarur suna hoga aur shayd aapne is challenge ko accept bhi kiya ho. Wese bhi social media pe aaye din koi na koi challenge chalte rhte hai. 
Ha ye shi baat ki ye challenge hamara entertainment krte hai pr sath hi me ye share challenge aapka time bhi weste krte hai. Ye sb faltu ki chije hai . Apko in sb se dur hi rhna chahiye . Apko apke career prdhayn dena chahiye . Ha main ye ni bolta ki aap phone use krna hi chhord do pr aap uska shi use kro mobile phone se bhi hum bahit kuch kr skte hai. Hum apne passi5ko follow2kr skte hai. Kuch naya sikh skte hai. Na ki bs dinbhar social media pr apni Zindagi kharab krna chiya
Bs isi chiz ko MATURITY bolte hai.


Disclaimer:-
Yah post ekal majak ke liye hai.hum kisiki bhawnao ko thes nhi pahuchana chahte.thanku